Tera Ghata Lyrics | Gajendra Verma Ft. Karishma Sharma | Vikram Singh

Tera Ghata Lyrics | Gajendra Verma Ft. Karishma Sharma | Vikram Singh – Gajendra Verma Lyrics

This song is sung by Gajendra Verma and Composed by Gajendra Verma also . The Isme Tera Ghata Lyrics is written by Gajendra Verma. 

SingerGajendra Verma
MusicGajendra Verma
Song WriterGajendra Verma
Kuch soch ke bola hoga tumne
Ye pyaar bhi taula hoga tumne
Ab na hai to phir na sahi dilbar,
Iss dil ko ye samjha liya humne

Ismein tera ghata mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata, toh main seh nahi pata

Ismein tera ghata mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata, toh main seh nahi pata

Kuch khaas tha ye jaan leti jo,
Meri nazar se dekha hota tumne,
Iss baat ka bas gham hua mujhko
Thodi se bhi koshish na ki tumne

Ismein tera ghata mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata, toh main seh nahi pata

Ismein tera ghata mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata, toh main seh nahi pata

Socha nahi tha zindagi mein yun milogi
Milke bhi tum na meri ho sakogi,
Par yaad aayegi jab bhi tumhari
Shikayatein na hongi bas dua rahegi…

Ab aur kya kehna hoga humne
Karna tha jo wo kar liya tumne,
Shayad rahun ya na rahun dilbar
Badla kabhi ye faisala tumne

Ismein tera ghata mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata, toh main seh nahi pata

Ismein tera ghata mera kuch nahi jata
Zyada pyaar ho jata, toh main seh nahi pata

Leave a Comment